OtherCalmvibes Arz Kiya Hai- Anuv Jain | Aise tu lagay ki gulaab hai, aur waise hum toh tere hi gulaam hain

Arz Kiya Hai- Anuv Jain | Aise tu lagay ki gulaab hai, aur waise hum toh tere hi gulaam hain

Long-form4:55MusicPublished Sep 4, 2026, 8:33 AM · 6w ago
Views
180,309
+0 views/hour
Views / hour now
0
measured 3h ago
Peak views / hour
—
 
First 24 hours
—
not tracked from upload
Engagement
—
likes + comments / views
Likes
—
hidden
Comments
6
0.00% of views
Est. ad revenue
—
channel not monetized

Checked every 24 h while the video is this age · last check 3h ago · next in 1207 min. YouTube itself updates public counts with a short delay.

Avg views / day
3.9K
since upload
vs channel median
1.9×
this video's views ÷ the channel's usual
Rank in channel
#3
of 7 tracked

Views over time

0 readings

Total views Views gained per hour
Live tracking started
The chart fills in as FameX records new readings.

Description

ARZ KIYA HAI lyrics { ANUV JAIN } LYRICS Kayar jo the Woh shayar bane Ab kya kya karein Ye ishq mein Na kehte the kuchh jo Lage khoj mein Kya lafz chune Naye aashiq ye Ishq mein tere hain Faiz bane Arz kiya hai Humne bhi likha kuchh tere baare mein hai Aise tu lage ki gulaab hai Aur aise tu lage ki gulaab hai Baghon mein dil ke, khilke in fizaon mein chhaye ho haaye Aur waise hum to tere hi gulaam hain Aur waise hum to tere hi gulaam hain Badshah dil ke teri baazi mein jo tu chahe to Doobey dilon ki Kya naav banu Main khud tair paaun na aankhon mein Shayar ki fitrat Mein hi doobna Main kya hi ladoon toofanon se Ishq mein tere hain Faiz bane Arz kiya hai Humne bhi likha kuchh tere baare mein hai Haathon ko sambhaale mere haathon mein Kaise haathon ko sambhaale mere haathon mein Jab tak neend na aye inn lakeeron mein baatein hon haaye Haan Sabne to sab keh diya hai Kya hi kahoon jo Abhi bhi ankaha hai Main haaye Na Mirza na Mir Na mahir na zahir Karoon kuchh naya main Haaye par Jo bhi likha hai jiya hai Haan jiya hai Aise Aise Aise, kaise, waise Jaise–jaise main padhoon mere dil mein jo Meri aankein bhi padhein teri aankhon ko Kya ye mehfil mein baithe Yaa uthe daud jaane ko haaye Teri aankhon mein tareefon ki talaash hai Meri mehfil tere jaane se viraan hai Main bas shayar bana hoon Sirf tu sunne aye to Shayad shayar bana hoon Sirf tu sunne aye to #viralsong #trending #song #lyrics #arzkiyahai #anuvjain #anuvjainsongs #viral #newsong
Tags
SongsMusicLyricsAnuv Jain

Statistics from the YouTube Data API, tracked by FameX. Views per hour, revenue and comparisons are FameX estimates.